Canon Authorised Service Center muditcomputer@gmail.com
Testing me

Quotation Maker

Quotation banane me 2 minute

Quotation Maker
Abhi ki dikkat

Har quotation Word me naye sire se. GST ka hisaab haath se. Purani quotation dhoondhni ho to pata hi nahi kahan hai.

Isse kya hoga

Item chuniye, quantity daaliye — GST ke saath PDF taiyaar. Sab ek jagah save rehti hain.

Khaas baatein

Kya-kya kar leta hai

Do minute me

Item chuniye, quantity daaliye — ho gaya.

GST apne aap

CGST/SGST/IGST ka hisaab khud lag jaata hai.

PDF taiyaar

Aapke letterhead par, WhatsApp par bhej dijiye.

Sab save

Purani quotation dhoondhni ho to turant mil jaati hai.

Aur bhi

Poori list

  • Item ki list — baar-baar likhne ki zaroorat nahi
  • Aapke logo aur shop ki detail ke saath
  • Quotation se seedha bill bana dijiye

Kya chahiye

  • Windows PC ya browser
Sawaal-jawab

Jo aksar poochha jaata hai

GST ka hisaab sahi lagta hai?

Haan — CGST/SGST aur IGST dono, state ke hisaab se apne aap.

Ye abhi testing me hai

Hum ise apni hi shop me roz chala kar dekh rahe hain. Taiyaar hote hi yahan bata denge. Tab tak demo dikha sakte hain — bataiye kab dekhna hai.

Quotation Maker ka demo dekhiye

Ek WhatsApp ya call kijiye. Live dikha denge ki ye aapke kaam ka hai ya nahi.